Ma ki mamta pita ka pyar
beti ho ya beta dijiye bharpoor dular
bhara pura rahe hamara sansar
ghar mei aaye khushiya hazar
D.P.T ,polio piliya se bachav
khabhi na ho khasra chechak ya miyadi bhukhar
bachav bcg D.T. vit a ka
shishu ki raksha, ma hai haqdar
ma ki sehat pita hai jimmedar
munni ya munna jab muskayenge
hum desh ko uncha kar payenge
Dr Sharda Verma
Sunday, June 21, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment